Brindavan Ki Kunj Galin Me Dhola Radha Banwariya Lyrics | Bandhan | Lata Mangeshkar | Hemant Kumar

Brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

Bhor bhaye jamuna tat jaye sanjh bhaye ghar aaye

Jab jab ter sune murli ki it ut dodh lagaye

Nindiya me bhi soye soye sune shyam ki bansuriya
Jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya
Brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

Khoyi khoyi brij ki bala jape shyam naam ki mala

Sapne hi me darash dikha do banwari nand ke lala

Apne charno hi me rakho krishan murari sawariya
Jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya
Brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

MovieBandhan
SingerLata Mangeshkar
DirectorHem Chander
Music ComposerHemant Kumar
LyricistRajindra Krishan
Star CastPradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal, David, Shashikala, Achla Sachdev, Asit Sen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *