Boot Karoon Main Paalish Babu Lyrics  | Nai Duniya | P. Jairaj, Shobhna Samarth | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Naushad Ali

Boot Karoon Main Paalish Babu Lyrics | Nai Duniya | P. Jairaj, Shobhna Samarth | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Naushad Ali

Boot karoon main paalish babu
Boot karoon main paalish
Boot karoon main paalish babu
Boot karoon main paalish

Tote ka ye paalish mera
Har jutaa chamkaae
Tote ka ye paalish mera
Har jutaa chamkaae
Chhota mota phata purana
Sab ko nayaa banaae
Chhota mota phata purana
Sab ko nayaa banaae
Gar jute par chamak na aae
Gar jute par chamak na aae
Kar do mujh par naalish

Boot karoon main paalish babu
Boot karoon main paalish
Boot karoon main paalish babu
Boot karoon main paalish

Is paalish ki chamak niraali
Taaro ko sharamaae
Haan haantaaro ko sharamaae
Is paalish ki chamak niraali
Taaro ko sharamaae
Haan haan taaro ko sharamaae
Chamak damak ko jo bhi dekhe
Man us kaa lalachaae
Haan haan man us kaa lalachaae
Chamak damak ko jo bhi dekhe
Man us kaa lalachaae
Haan haan man us kaa lalachaae
Jute ko ye halakaa kar de
Jute ko ye halakaa kar de
Jaise sar ko maalish

Boot karoon main paalish babu
Boot karoon main paalish
Boot karoon main paalish babu
Boot karoon main paalish.

MovieNai Duniya
SingerSuraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
DirectorAbdul Rashid Kardar
Music ComposerNaushad Ali
LyricistTanvir Naqvi
Star CastP. Jairaj, Shobhna Samarth, Azurie
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *