Bombay City Kaa Sapna Lyrics | Main Bhi Madona (Baba Sehgal) | Baba Sehgal | Baba Sehgal

Bombay City Kaa Sapna Lyrics | Main Bhi Madona (Baba Sehgal) | Baba Sehgal | Baba Sehgal

Bombay city ka sapna dekha maine
Bombay city ka sapna dekha tune
Kismat aazmane dono aaye ae ae
Man me josh umange saath layi
Manjil dur nahi hai
Maayus na hona
Maayus na hona
Maayus na hona

Har chiz jo chamakti na sona
Sach bola hai maine hai na
Khubsurat to main bhi hu na
Kyu nahi phir kahte mujhe sona

Har chiz jo chamakti na sona
Sach bola hai maine hai na
Khubsurat to main bhi hu na
Kyu nahi phir kahte mujhe sona

Manjil pass nahi hai
Maayus na ho
Maayus na hona
Maayus na hona
Bombay city ka sapna dekha maine
Bombay city ka sapna dekha tune
Kismat aazmane dono aaye ae ae
Man me josh umange saath layi
Manjil dur nahi hai
Maayus na hona
Maayus na hona
Maayus na hona

Saaki ne jaam aisa peelaya
Nind ud gayi hosh ganwaya
Pair bhi mera dagmaga gaya
Dil kuch karne se ghabraya

Saaki ne jaam aisa peelaya
Nind ud gayi hosh ganwaya
Pair bhi mera dagmaga gaya
Dil kuch karne se ghabraya

Manjil ye kuch nahi hai
Maayus na ho
Maayus na hona
Maayus na hona
Bombay city ka sapna dekha maine
Bombay city ka sapna dekha tune
Kismat aazmane dono aaye ae ae
Man me josh umange saath layi
Manjil dur nahi hai
Maayus na hona
Maayus na hona
Maayus na hona

MovieMain Bhi Madona (Baba Sehgal)
SingerBaba Sehgal
Music ComposerBaba Sehgal
LyricistBaba Sehgal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *