Bitee Yaade Ho Bitee Yaade Lyrics | Dil Ki Awaaz – Kavita Krishnamurthy | Kavita Krishnamurthy

Bitee yaade ho bitee yaade, bitee yaade hay bitee yaade
Bitee yaade dila gaya mausam – (2)
Dard dil kaa badha gaya mausam
Bitee yaade dila gaya mausam – (2)

(Jab bhee tanhayee me, (woh yad aaye -2)) – (2)
Dil me khushiya -3, saja gaya mausam
Dil me khushiya saja gaya mausam
Dard dil kaa badha gaya mausam
Bitee yaade dila gaya mausam

(Aisa lagta hai, (unake aane se -2) – (2)
Mere aangan -3, (me aa gaya mausam -2)
Dard dil kaa badha gaya mausam
Bitee yaade dila gaya mausam

Kuchh kahan maine, (kuchh suna unase -2)
Sare shikave -3, (mita gaya mausam -2)
Dard dil kaa badha gaya mausam
Bitee yaade dila gaya mausam
(Ek teree yad hain, (meree dhadkan -2) – (2)
Wakt aaya -3, chala gaya mausam
Dard dil kaa badha gaya mausam – (2)
Bitee yaade dila gaya mausam – (2)
Dard dil kaa badha gaya mausam
Bitee yaade dila gaya mausam – (2)

MovieDil Ki Awaaz - Kavita Krishnamurthy
SingerKavita Krishnamurthy

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *