Bin Bulaye Hum Chale Aaye Lyrics | Aahista Aahista | Asha Bhosle | Mohammed Zahur Khayyam

Bin bulaye hum chale aaye – 2
Ganwara kijiye – 3

Bait ke jaye ya chale jaye – 2
Isara kijiye – 3

Kai bahane karke kitni muskil se – 2
Hum aaye hai humko laga lijiye dil se
Yu na tanha ye hasi shame – 2
Gujara kijiye – 3

Roj hum aaye ke na aaye – 2
Isara kijiye – 3

Aapko dil ne puja aur saraha hai – 2
Kudh se badke hum ne aap ko chaha hai
Hum diwano ko mohbbat se – 2
Pukara kijiye – 3

Iss kadar chahe ke na chahe – 2
Isara kijiye – 2

Bin bulaye hum chale aaye
Bait ke jaye ya chale jaye

MovieAahista Aahista
SingerAsha Bhosle
Music ComposerMohammed Zahur Khayyam
LyricistNaqsh Lyallpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *