Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lyrics | Radha Ka Sangam | Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | Anu Malik

Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lyrics | Radha Ka Sangam | Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | Anu Malik

Bichuwa more sajna ka pyar
Sajna ka pyar
Sajna ka pyar
Dank jo mare lage katar
Bichuwa mori sajni ka pyar
Sajni ka pyar
Sajni ka pyar
Dank jo mare lage katar
Bichuwa more sajna ka pyar
Sajna ka pyar

Rom rom pe naam likha hai
Dekh ja aake shyam likha hai
Rom rom pe naam likha hai
Dekh ja aake shyam likha hai
Karti hu mai intejar
Bichuwa more sajna ka pyar
Sajna ka pyar
Sajna ka pyar
Dank jo mare lage katar
Bichuwa mori sajni ka pyar
Sajni ka pyar
Sajni ka pyar

Dil pathar ka ro ke rahega
Radha ka sangam ho ke rahega
Dil pathar ka ro ke rahega
Radha ka sangam ho ke rahega
Mujhko to hai aitbar
Bichuwa mori sajni ka pyar
Sajni ka pyar
Sajni ka pyar
Bichuwa more sajna ka pyar
Sajna ka pyar
Sajna ka pyar

Ban gayi ankhiya ganga jamuna
Mushkil hai asuan ka thamna
Ban gayi ankhiya ganga jamuna
Mushkil hai asuan ka thamna
Gam hai mujhe besumar
Bichuwa more sajna ka pyar
Sajna ka pyar
Dank jo mare lage katar
Bichuwa bichuwa
More sajna ka pyar
Sajni ka pyar

MovieRadha Ka Sangam
SingerSuresh Wadkar, Lata Mangeshkar
DirectorKirti Kumar
Music ComposerAnu Malik
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastGovinda, Juhi Chawla, Kirti Kumar, Satyen Kappu, Kiran Kumar, Mala Sinha, Disco Shanti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *