Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lyrics  | Radha Ka Sangam | Govinda, Juhi Chawla | Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar | Anu Malik

Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lyrics | Radha Ka Sangam | Govinda, Juhi Chawla | Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar | Anu Malik

Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar sajna ka pyaar
Dankha jo mare laage kataar
Bichhuwaa mori sajni ka pyaar
Sajni ka pyaar sajni ka pyaar
Dankha jo mare laage kataar
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar

Rome rome pe naam likha hai
Dekha jaa aake shyam likha hai
Rome rome pe naam likha hai
Dekha jaa aake shyam likha hai
Karati hoon mein intazaar
Ho o o ho o o ho o o
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar sajna ka pyaar
Dankha jo mare laage kataar
Bichhuwaa mori sajna ka pyaar
Sajni ka pyaar

Dil patthar ka roke rahega
Radha ka sangam ho ke rahega
Dil patthar ka roke rahega
Radha ka sangam ho ke rahega
Mujhko to hai aitbaar
Ho o o ho o o ho o o
Bichhuwaa mori sajni ka pyaar
Sajni ka pyaar sajni ka pyaar
Dankha jo maare laage kataar
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar

Ban gayi ankhiyan ganga jamuna
Mushkil hai aansooan ka tamanna
Ban gayi ankhiyan ganga jamuna
Mushkil hai aansooan ka tamanna
Ghum hai mujhe beshumaar
Ho o o ho o o ho o o
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar sajna ka pyaar
Dankha jo mare laage katar

Bichhuwaa
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajni ka pyaar.

MovieRadha Ka Sangam
SingerLata Mangeshkar, Suresh Wadkar
DirectorKirti Kumar
Music ComposerAnu Malik
Star CastGovinda, Juhi Chawla, Abhimanyu, Kiran Kumar, Kirti Kumar, Disco Shanti, Mala Sinha
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *