Bich Bhanvar Me Aan Phansa Hai Lyrics | Dard (1947) | Suraiya | Naushad

(Bich bhanvar me -2 aan phansa hai
Dil kaa safina shahe madina) – (2)
Bich bhanvar me………

Bigadee huyee takdir bana do – (2)
Dubatee naiya par laga do – (2)
Ek najar mujh par bhee khudara – (2)
Mushkil hai abb jina shahe madina
Bich bhanvar me………

Bekas key gamkvar tumhee ho – (2)
Jo kuchh ho sarkar tumhee ho – (2)
Dil kaa sukun jine kaa sahara – (2)
Duniya ne sab chhina shahe madina
Bich bhanvar me………

MovieDard (1947)
SingerSuraiya
Music ComposerNaushad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *