Bhulne Wale Lyrics  | Shaadi | Madhuri, Motilal | Khursheed Bano | Khemchand Prakash

Bhulne Wale Lyrics | Shaadi | Madhuri, Motilal | Khursheed Bano | Khemchand Prakash

Bhulne wale bhulne wale
Bhulane ke din yaad aate hai
Dard ban ke meri
Nash nash mein chubhe jate hai
Ae dil kaha le jau
Ae dil kaha le jau
Ab kaun thikana hai
Ae dil kaha le jau
Ab kaun thikana hai

Apne na huye apne
Yeh kaisa zamana hai
Apne na huye apne
Yeh kaisa zamana hai
Bijli mohabbat kosida
Toofan qayamat ka
Bijali mohabbat kosida
Toofan qayamat ka
Hansna bhi to duniya mein
Hansna bhi to duniya mein
Rone ka bahana hai
Hansna bhi to duniya mein
Rone ka bahana hai

Phir aankh bhar aayi hai
Phir yaad teri aayi
Phir aankh bhar aayi hai
Phir yaad teri aayi
Yeh geet hai dardile
Yeh geet hai dardile
Yeh raag rulana hai
Yeh geet hai dardile
Yeh raag rulana hai
Ae dil kaha le jau
Ae dil kaha le jau
Ae dil kaha le jau
Ae dil kaha le jau
Ae dil kaha le jau
Ab kaun thikana hai
Apne na huye apne
Yeh kaisa zamana hai.

MovieShaadi
SingerKhursheed Bano
DirectorJayant Desai
Music ComposerKhemchand Prakash
Star CastMadhuri, Motilal, Khurshid, Ishwarlal, Ghori
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *