Bhule Se Kabhee Yad Kar Ai Bhulane Wale Lyrics | Ek Roz | Naseem Akhtar | Shyam Sundar

Bhule se kabhee yad kar ai bhulane wale
Kyun kar diya mujhko meree kismat ke hawale

Araman tadpate hain dil e dar me abb tak
Kab tune dil e dar ke araman nikale

Dariya e musibat me kahee dub na jaye
Abb tere siva kashtee e dil kaun sambhale

Kismat ke andhere me tujhe dhundh rahee hu
Aa ja meree duniya e tamanna ke ujale

MovieEk Roz
SingerNaseem Akhtar
Music ComposerShyam Sundar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *