Bhul Jaayenge Ham Saree Duneeya Ke Gum Lyrics | Kuch Meetha Ho Jaye | Shreya Ghoshal, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Bhul Jaayenge Ham Saree Duneeya Ke Gum Lyrics | Kuch Meetha Ho Jaye | Shreya Ghoshal, Udit Narayan | Himesh Reshammiya

Bhul jaayenge ham sari duniya ke gham
Ek pal do ghadi tum milo to sanam
Chaahte keh rahi chaahto ki kasam
Ek pal do ghadi tum milo to sanam

Bhul jaayenge ham sari duniya ke gham
Ek pal do ghadi tum milo to sanam
Chaahte keh rahi chaahto ki kasam
Ek pal do ghadi tum milo to sanam

Hadh se jyada badhne lagi ye bekhudi
Jine na degi ab ye divaangi
Kyon ajab si khwahish dil mai hain jagi
Sine me armaano ki mehfil saji
Chahe hampe karo tum hajaro sitam
Ek pal do ghadi tum milo to sanam
Chaahte keh rahi chaahto ki kasam
Ek pal do ghadi tum milo to sanam

Puchho na kaisi dillagi hain
Dil ki lagi ye ban gayi hain
Kitne hi sapne dekh raha dil
Tumse batana hain ye mushkil
Aankho mai mehke hain khwabo ki ladi
Pass hain phir bhi hain duriya badi
Ek lamha bhi dil ab to kahi na chain hain
Dhadkan se dhadkan ki judne de kadi
Keh rahi aashiki ishk hoga na kam
Ek pal do ghadi tum milo to sanam
Bhul jaayenge ham sari duniya ke gham
Ek pal do ghadi tum milo to sanam

MovieKuch Meetha Ho Jaye
SingerShreya Ghoshal, Udit Narayan
DirectorRavi Sinha, Samar Khan
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer
Star CastArshad Warsi, Mahima Choudhary, Shahrukh Khan, Sandhya Mridul, Parvin Dabbas, Sachin Khedekar, Iravati Harshe, Kanwaljeet Singh, Mrinal Kulkarni, Jaspal Bhatti, Nassar Abdulla, Shravan, Rohit Roy, Aditya Lakhia, Murad Ali, Faizal Gazi, Deepa Bakshi, Sheet

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *