Bhor Bhayi Aur Panchi Jage Lyrics | Taxi 555 | Mohammed Rafi, S Balbir | Sardar Malik

Bhor Bhayi Aur Panchi Jage Lyrics | Taxi 555 | Mohammed Rafi, S Balbir | Sardar Malik

Bhor bhe panchi dhun ye sunaye
Jaago re gayi ritu phir nahi aaye
Bhor bhe panchi dhun ye sunaye
Jaago re gayi ritu phir nahi aaye
Bhor bhe

Panghat jagi gaanw ki har gali jaagi
O panghat jagi gaanw ki har gali jaagi
Gori kahi aur gori kahi sawari jaagi
Aanchal ki chhaiya apne saiya ko bulaaye
Aanchal ki chhaiya apne saiya ko bulaaye
Bhor bhe panchi dhun ye sunaye
Jaago re gayi ritu phir nahi aaye
Bhor bhe

Main bhi wahi hu jahan muhra mera
Main bhi wahi hu jahan muhra mera
Madhuban mera to yahi angana mera
Ye dar na chute chahe duniya chut jaaye
Ye dar na chute chahe duniya chut jaaye
Bhor bhe panchi dhun ye sunaye
Jaago re gayi ritu phir nahi aaye
Bhor bhe
Bhor bhe panchi dhun ye sunaye
Jaago re gayi ritu phir nahi aaye
Bhor bhe

MovieTaxi 555
SingerMohammed Rafi, S Balbir
Music ComposerSardar Malik
LyricistPrem Dhawan
Star CastLalita Pawar, Mahipal, Pradeep Kumar, Shakila

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *