Aaha aaha ha ha
Hu hu hu hu
Oho oho ho ho
Hu hu hu hu aaaa
Bhiga bhiga pyar ka sama
Bata de tujhe jana hai kahan baliye
Bata de tujhe jana hai kahan
Chalungi tu le chale jaha
Ki tere bina jana hai kahan baliya
Oye tere bina jana hai kahan
Oye bhiga bhiga pyar ka sama
Bata de tujhe jana hai kahan baliye
Bata de tujhe jana hai kahan
Soch samajh le badi mushkil hai
Pyar ki raho me
Pyar ki raho me
Mujhe darr kaisa meri duniya hai
Piya teri baho me
Piya teri baho me
Soch samajh le badi mushkil hai
Pyar ki raaho me,pyar ki raaho me
Mujhe darr kaisa meri duniya hai
Piya teri baho me
Piya teri baho me
Tum sang jodi prit ki dori mai to huyi teri sajna
Ki tere bina janaa hai kahan baliya
Oye tere bina jana hai kahan
Bhiga bhiga pyar ka sama
Bata de tujhe jana hai kahan baliye
Bata de tujhe jana hai kahan
Mudh ke na dekhe kabhi dilwale
Chhodi huyi manzil ko
Chhodi huyi manzil ko
Chal hi diye to rukna kaisa
Ab jo ho so ho
Ab jo ho so ho
Mudh ke na dekhe kabhi dilwale
Chhodi huyi manzil ko
Chhodi huyi manzil ko
Chal hi diye to rukna kaisa
Ab jo ho so ho
Ab jo ho so ho
Tu hai meri kaya mai hun teri chhaya
Jaha tu hai mai bhi hun waha
Ki tere bina jana hai kahan baliya
Oye tere bina jana hai kahan
Bhiga bhiga pyar ka sama
Bata de tujhe jana hai kahan baliye
Bata de tujhe jana hai kahan
Chalungi tu le chale jaha
Ki tere bina jana hai kahan baliya
Oye tere bina jana hai kahan
Baliye l l l l la l l la
Baliya
| Movie | Sawan |
| Singer | Mohammed Rafi, Shamshad Begum |
| Music Composer | Hansraj Behl |
| Lyricist | Prem Dhawan |
| Star Cast | Bharat Bhushan, Ameeta, Nishi, Leela Mishra, Asha Sachdev, Helen, Jeevan, Tiwari |

