Bhiga Badan Jalne Laga Lyrics  | Abdullah | Raj Kapoor, Sanjay Khan | Asha Bhosle | Rahul Dev Burman

Bhiga Badan Jalne Laga Lyrics | Abdullah | Raj Kapoor, Sanjay Khan | Asha Bhosle | Rahul Dev Burman

Bhiga badan jalne laga
Mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise
Mehaman koyi dil
Mein machalne laga
Bhiga badan bhiga badan
Jalne laga mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise mehaman
Koyi dil mein machalne laga
Bhiga badan jalne laga

Jan ki dushman jawani
Janey yeh aag hai ya pani
Jan ki dushman jawani
Janey yeh aag hai ya pani
Ho halki halki jalan
Mithi mithi chhubhan
Hay dam nikalne laga
Bhiga badan bhiga badan
Jalne laga mausam badalne laga
Jaise arman koyi jaise mehaman
Koyi dil mein machalne laga
Bhiga badan jalne laga

Koyi chilman naa koyi parda
Koyi dekhe toh kya ho tauba
Koyi chilman naa koyi parda
Koyi dekhe toh kya ho tauba
Haayi dil darne laga dhak
Dhak karne laga jaadu sa chalne laga
Bhiga badan bhiga badan
Jalne laga mausam badalne laga
Jaise armaan koyi jaise mehaman
Koyi dil mein machalne laga
Bhiga badan jalne laga.

MovieAbdullah
SingerAsha Bhosle
DirectorSanjay Khan
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastRaj Kapoor, Sanjay Khan, Zeenat Aman, Danny Denzongp
LabelEagle

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *