Bhigi hui is rat ka anchal kahta hai lahrake
Aao aao saye me mere pyar karo
Bhigi hui is rat ka anchal kahta hai lahrake
Aao aao saye me mere pyar karo
Bhigi hui is rat ka anchal
Sanso me sanse ghul mil jaye
Pyar ki khusbu failaye
Sabnam phulo par jab moti bikhraye
Tab hona juda sarmake sarmake sarmake
Bhigi hui is rat ka anchal kahta hai lahrake
Aao aao saye me mere pyar karo
Bhigi hui is rat ka anchal
In baho me aa so jane do
Aj mujhe kho jane do
Kah do kahdo na tu ksike bahe kiske
Ha kah bhi do muskake muskake muskake
Bhigi hui is rat ka anchal kahta hai lahrake
Aao aao saye me mere pyar karo
Bhigi hui is rat ka anchal.
| Movie | Neend Hamari Khwab Tumhare |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Shiv Sahni |
| Music Composer | Madan Mohan Kohli |
| Lyricist | Rajendra Krishan |
| Star Cast | Shashi Kapoor, Nanda |
| Label | Saregama |

