Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics | Mika Singh, Sneha Shankar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics | Mika Singh, Sneha Shankar

Bheegi Bheegi Raaton Mein
Meethi Meethi Baaton Mein
Ha Bheegi Bheegi Raaton Mein
Meethi Meethi Baaton Mein
Aisi Barsaat Mein Kaisa Lagta Hai

Aisa Lagta Hai Tu Banke Badal
Mere Badan Ko Bhigo Ke Mujhe
Chher Rahe Ho Chher Rahe Ho

Aisa Lagta Hai Tu Banke Badal
Mere Badan Ko Bhigo Ke Mujhe
Chher Rahe Ho Chher Rahe Ho
Chher Rahe Ho Chher Rahe Ho

Ho Barkha Se Bacha Lu Tujhe
Seene Se Laga Lu Aa Chhupa Lu
Aa Chhupa Lu

Ho Barkha Se Bacha Lu Tujhe
Seene Se Laga Lu Aa Chhupa Lu
Aa Chhupa Lu

Ha Dil Ne Pukara Dekho
Rut Ka Ishara Dekho
Uff Yeh Nazara Dekho
Kaisa Lagta Hai

Aisa Lagta Hai Kuch Ho Jayega
Mast Pawan Ke Yeh Jhoke Saiya
Dekh Rahe Ho Dekh Rahe Ho

Aisa Lagta Hai Kuch Ho Jayega
Mast Pawan Ke Yeh Jhoke Saiya
Dekh Rahe Ho Dekh Rahe Ho
Dekh Rahe Ho Dekh Rahe Ho

Tere Bina Tere Bina
Lage Nahi Mora Jiya
Sajni Tere Bina Lage Nahi Mera Jiya
O Pagli

SingerMika Singh, Sneha Shankar
Music ComposerMika Singh
LyricistAnand Bakshi
LabelSaregama Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *