Bhavsagar Par Laga Hai Mela Lyrics  | Oonch Neech Beech | Sanjeev Kumar, Shabana Azmi | Nitin Mukesh Chand Mathur | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Bhavsagar Par Laga Hai Mela Lyrics | Oonch Neech Beech | Sanjeev Kumar, Shabana Azmi | Nitin Mukesh Chand Mathur | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Bhavsagar par laga hain mela
Bhai santan ki di
Bhavsagar par laga hain mela
Bhai santan ki di
Dharam karam bharam ki lila
Raja rank fakir
Kon utare par ke tu hi
Nav kinara pani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani

Tan man bol bachan
Ne tere sara jal bichhaya
Tan man bol bachan
Ne tere sara jal bichhaya
Dekho to jag kaya chhaya
Socho to sab maya
Dekho to jag kaya chhaya
Socho to sab maya
Kumb me jal hain
Jal me kumb hain
Bahar bhitar pani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani

Ramta jogi bahta pani
Kal samay ki lehar
Ek ki bhor duje ki sanjh hain
Tije ki daupehar
Rut rut badle rup budapa
Bachpan aur jawani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani.

MovieOonch Neech Beech
SingerNitin Mukesh Chand Mathur
DirectorWasi Khan
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAziz Mohammad Khan (Aziz Qaisi)
Star CastSanjeev Kumar, Shabana Azmi, Kulbhushan Kharbanda, Shashi Kapoor, Nilu Phule
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *