Bhari Mahfil Me Kya Aise Lyrics  | Labela | Helen, Sujit Kumar | Asha Bhosle | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Bhari Mahfil Me Kya Aise Lyrics | Labela | Helen, Sujit Kumar | Asha Bhosle | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Bhari mahfil me kya aise
Kisi na naam lete hai
Mohabbat me kabhi to
Sabar se bhi kam lete hai

Mohabbat rang lati hai
Janab aahista aahista
Asar karti hai jaise ke
Sharab aahishta aahishta
Mohabbat rang lati hai
Janab aahista aahista

Koi sun le to ho jaye
Zamane bhar me ruswai
Koi sun le to ho jaye
Zamane bhar me ruswai
Ye bate kijiye hamse
Ye bate kijiye hamse
Janab aahishta aahista
Asar karti hai jaise ke
Sharab aahishta aahishta
Mohabbat rang lati hai
Janab aahista aahista

Nazar milte hi saki se
Bahak jate the hum lekin
Nazar milte hi saki se
Bahak jate the hum lekin
Hami peene lage hai
Hami peene lage hai
Behisab aahista aahista
Asar karti hai jaise ke
Sharab aahishta aahishta
Mohabbat rang lati hai
Janab aahista aahista

Sitamgar naam hai jinka
Bhala wo meharba kyu ho
Sitamgar naam hai jinka
Bhala wo meharba kyu ho
Uthane do hame rukh se
Uthane do hame rukh se
Nakab aahishta aahishta
Asar karti hai jaise ke
Sharab aahishta aahishta
Mohabbat rang lati hai
Janab aahista aahista.

MovieLabela
SingerAsha Bhosle
DirectorMaster Bhagwan
Music ComposerRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
LyricistAnand Bakshi
Star CastHelen, Sujit Kumar, Kumkum, Om Prakash
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *