Bhaj Mann Narayan Narayan Lyrics  | Prabhu Ki Maya | Prem Abeed, Narmad | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Bhaj Mann Narayan Narayan Lyrics | Prabhu Ki Maya | Prem Abeed, Narmad | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Bhaj mann narayan narayan
Bhaj mann narayan narayan
Narayan narayan
Bhaj mann narayan narayan
Bhaj mann narayan narayan

Ye jeevan kachha tar tutke lage na
Kuch bhi bar pehen le sewa ka tu
Haar tera ho jaye beda par
Bhaj mann narayan narayan
Bhaj mann narayan narayan

Jag ki seva mahabharam hai
Jag ki seva mahabharam hai
Dil ko dukhana paap karam hai
Par hit mein tu pran gawa de vedo
Ka ye saar par hit me tu pran gawa
De vedo ka ye saar
Pehen le sewa ka tu
Haar tera ho jaye beda par
Bhaj mann narayan narayan
Bhaj mann narayan narayan

Guru gyan sabse badhkar hai
Ye dhan rehta sada amara hai
Guru gyan sabse badhkar hai
Ye dhan rehta sada amara hai
Succha guru dhudh le tu ye vina
Ki jhankar
Succha guru dhudh le tu ye vina
Ki jhankar pehen le sewa ka tu
Haar tera ho jaye beda par
Bhaj mann narayan narayan
Bhaj mann narayan narayan.

MoviePrabhu Ki Maya
SingerHemanta Kumar Mukhopadhyay
DirectorV. Panchotia
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistPandit Madhur
Star CastPrem Abeed, Narmad, Kanta, Shankar, Umadev, Mumtaz Begum, Mubarak
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *