Bhai Bahen Ka Pyar (Ii) Lyrics | Farishtay | Mohammed Aziz, Amit Kumar, Anuradha Paudwal | Bappi Lahiri

Bhai Bahen Ka Pyar (Ii) Lyrics | Farishtay | Mohammed Aziz, Amit Kumar, Anuradha Paudwal | Bappi Lahiri

Ye rishta nahi khoon ka
Ye rishta hai pyaar ka bahana
Hamko tumse pyaar nahi
Ab kaha hai phir na kahana
Jaan gai han jaan gai
Maan gai han maan gai
Jaan gai han jaan gai
Maan gai han maan gai
Kitna sundar kitna pyara
Ye sara sansar hai
Is sansar mein sabase pyara
Bhai bahan ka pyaar hai
Kitna sundar kitna pyara
Ye sara sansar hai
Is sansar mein sabase pyara
Bhai bahan ka pyaar hai

Preet hamari tut nahi sakti
Ye kachhi dor nahi
Jis din hum tumko na dekhe
Us din hoti bhor nahi
Preet hamari tut nahi sakti
Ye kachhi dor nahi
Jis din hum tumko na dekhe
Us din hoti bhor nahi
Na babul na maiya mera
tum bin koi aur nahi
Ho na babul na maiya mera
Tum bin koi aur nahi
Sabase jyada rab se jyada
Mujhe tum pe aitbaar hai
Is sansar mein sabase pyara
Bhai bahan ka pyaar hai
Kitna sundar kitna pyara
Ye sara sansar hai
Is sansar mein sabase pyara
Bhai bahan ka pyaar hai

Yun hi hasti gati rahe tu
Rab se roj doaa mangu
Apni khushiyan tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Yun hi hasti gati rahe tu
Rab se roj doaa mangu
Apni khushiyan tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Soch rahi hun aaj ke din main
Tum dono se kya mangu
Aa soch rahi hun aaj ke din main
Tum dono se kya mangu
Teri kasam tu jaan bhi mange
To kisko inkar hai
Is sansar mein sabase pyara
Bhai bahan ka pyaar hai
Kitna sundar kitna pyara
Ye sara sansar hai
Is sansar mein sabase pyara
Bhai bahan ka pyaar hai

MovieFarishtay
SingerMohammed Aziz, Amit Kumar, Anuradha Paudwal
DirectorAnil Sharma
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnand Bakshi
Star CastDharmendra, Vinod Khanna, Rajinikanth, Jaya Prada, Sadashiv Amrapurkar, Kulbhushan Kharbanda, Beena, Shammi, Sridevi, Swapna, Manek Irani, Jankidas, Dev Kumar, Narendra Nath, Yunus Parvez, Birbal, Brahmachari, A K Hangal, Viju Khote, Manmouji, Guddi Marut

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *