Bezubaani zubaan na ho jaaye
Raaz-e-ulfat ayaan na ho jaaye
Is qadar pyaar se na dekh mujhe
Phir tamannaa jawaan na ho jaaye
Lutf aane lagaa jafaa_o me
Wo kahi meharabaan na ho jaaye
Zikr unakaa zubaan par aayaa
Ye kahi daastaan na ho jaaye
| Movie | Non-film (Malika Pukhraj) |
| Singer | Malika Pukhraj |
| Music Composer | Malika Pukhraj |
| Lyricist | Sudarshan Faakir |

