Bezubaan Dil Shor Na Macha (Happy) Lyrics | Door Nahin Manzil | Suman Kalyanpur | Shankar Jaikishan

Bezubaan Dil Shor Na Macha (Happy) Lyrics | Door Nahin Manzil | Suman Kalyanpur | Shankar Jaikishan

Bezuban dil shor na macha
Le maza zara intzar ka
Bezuban dil shor na macha
Le maza zara intzar ka
Bezuban dil

Hai yaad kaise aayi
Har saans le angdaai
Bechain hoke chhu le
Ye raat ye tanhai
Hai yaad kaise aayi
Har saans le angdaai
Bechain hoke chhu le
Ye raat ye tanhai
Bezuban dil shor na macha
Le maza zara intzar ka
Bezuban dil

Is yaad me hi kho ja
Tu bhi usi ka ho ja
Usko gale laga ke
Baho me uski so ja

MovieDoor Nahin Manzil
SingerSuman Kalyanpur
DirectorHomi Wadia
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistAnjaan
Star CastSanjeev Kumar, Reshma, Durga Khote, Pradeep Kumar, Faryal Manmohan, Maruti, Hina

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *