Bezuban dil shor na macha
Le maza zara intzar ka
Bezuban dil shor na macha
Le maza zara intzar ka
Bezuban dil
Hai aaj kaisi aayi
Har sans le angdai
Bechain hoke chhu le
Ye rat ye tanhai
Hai aaj kaisi aayi
Har sans le angdai
Bechain hoke chhu le
Ye rat ye tanhai
Bezuban dil shor na macha
Le maza zara intzar ka
Bezuban dil
Is yaad me hi kho ja
Tu bhi uski ka ho ja
Usko gale laga ke
Baho me uski so ja.
| Movie | Door Nahin Manzil |
| Singer | Suman Kalyanpur |
| Director | Homi Wadia |
| Music Composer | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Lyricist | Anjaan |
| Star Cast | Sanjeev Kumar, Reshma, Durga Khote, Pradeep Kumar, Faryal Manmohan, Maruti, Hina |
| Label | Saregama |

