Bewafa Lyrics | Love Lottery | Krishna Beuraa

Bhool Sakte Hain Chaand Taare Bhi Chamakna Ek Din Shaayad
Bhool Sakta Hai Ye Suraj Bhi Nikalna Ek Din Shaayad

Badal Sakti Nahin Par Teri Ye Fitrat
Bewafa The Bewafa Ho Bewafa Hi Rahoge Tum

Bewafa Hi Rahoge Tum

Meri Na Samjhi Thi Maine Tujhse Dil Ye Lagaya
Dil Khushiyaan Armaan Khuda Tak Maine Tujhe Banaya

Main Mar Bhi Gaya Agar Tujh Pe Toh Uff Na Karoge Tum
Bewafa The Bewafa Ho Bewafa Hi Rahoge Tum
Bewafa The Bewafa Ho Bewafa Hi Rahoge Tum
Bewafa Hi Rahoge Tum

Tere Khaatir Sab Kuch Bhoola Gali-gali Badnaam Huye
Ranjha Majnu Aur Romeo Jaane Kitne Naam Huye

Bas Aakhri Baar Bata Do Mujhe Kya Kahoge Tum
Bewafa The Bewafa Ho Bewafa Hi Rahoge Tum
Bewafa The Bewafa Ho Bewafa Hi Rahoge Tum
Bewafa Hi Rahoge Tum

MovieLove Lottery
SingerKrishna Beuraa
DirectorArvind Pandey
Music ComposerVarun Mishra, Arvind Pandey
LyricistArvind Pandey
Star CastAkshay Oberoi, Heli Daruwala, Kabir Duhan Singh, Vijayant Kohli
LabelDivo Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *