Benam Sa Yeh Dard Thahar Kyon Nahee Jata Lyrics | Dhoop | Jagjit Singh | Lalit Sen

Benam Sa Yeh Dard Thahar Kyon Nahee Jata Lyrics | Dhoop | Jagjit Singh | Lalit Sen

Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata
Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata
Jo bit gaya hai wo
Gujar kyon nahi jata
Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata

Sab kuch to hai kya dhundti rehti hain nigahen
Kya bat hai mai waqt peh ghar kyu nahi jata
Jo bit gaya hai wo
Gujar kyu nahi jata

Wo ek hi chahra to
Nahi sare jahan mai
Wo ek hi chahra to
Nahi sare jahan mai
Jo dur hai wo dil se
Utar kyon nahi jata
Jo dur hai wo dil se
Utar kyon nahi jata
Jo bit gaya hai wo
Gujar kyu nahi jata
Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata

Mai apni hi uljhi huyi raho ka tamasha
Mai apni hi uljhi huyi raho ka tamasha
Jate hai jidhar sab
Mai udhar kyu nahi jata
Jate hai jidhar sab
Mai udhar kyu nahi jata
Jo bit gaya hai wo
Gujar kyu nahi jata
Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata

Wo nam jo barso se
Na chehra hai na badan hai
Wo nam jo barso se
Na chehra hai na badan hai
Wo khwab agar hai to
Bikhar kyu nahi jata
Wo khwab agar hai to
Bikhar kyu nahi jata
Jo bit gaya hai wo
Gujar kyu nahi jata

Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata
Jo bit gaya hai wo
Gujar kyon nahi jata
Benam sa ye dard
Thehar kyon nahi jata

MovieDhoop
SingerJagjit Singh
DirectorAshwini Chaudhary
Music ComposerLalit Sen
LyricistNida Fazli
Star CastSanjay Suri, Revathi, Om Puri, Gul Panag, Virendra Saxena, Yashpal Sharma, Ganesh Yadav, Ehsaan Khan, Gopi Desai, Rohitash Gaud, Rajkumar Kanojia

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *