Benaam sa yeh dard thehar kyun nahi jaata – (2)
Jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata
Benaam sa yeh dard thehar kyun nahi jaata
Sab kuchh toh hai, kya dhundati rehati hai nigaahein – (2)
Kya baat hai main waqt pe ghar kyun nahi jaata – (2)
Jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata
Woh ek hi chehara toh nahi saare jahaan mein – (2)
Jo dur hai, woh dil se utar kyun nahi jaata – (2)
Jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata
Benaam sa yeh dard thehar kyun nahi jaata
Jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata
| Movie | Ravayaat (Jagjit Singh) |
| Singer | Jagjit Singh |
| Music Composer | Jagjit Singh |