Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics  | Bewafa Sanam | Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar | Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Nikhil, Vinay

Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics | Bewafa Sanam | Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar | Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Nikhil, Vinay

Bedardi se pyaar ka
Sahaara na mila sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka
Sahaara na mila sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

Tut gayaa pyaar ka suhana sapna
Tut gayaa pyaar ka suhana sapna
Wo hi nikla begana jise jana apna
Iss gham ki kasti ko kinara
Na mila sahara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

So jaye jamana mein jagu raatho ko
So jaye jamana mein jagu raatho ko
Kaise bhul jau uskee mein dil ki baton ko
Bedardi se pyaar ka
Sahaara na mila sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

Rota hai dil use yaad karke
Rota hai dil use yaad karke
Wo to chala gayaa mujhe barbaad karke
Uskee yaado se dil ko karaar na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila

Bedardi se pyaar ka
Sahaara na mila sahaara na mila
Aisa bichda wo mujhko na dubara mila.

MovieBewafa Sanam
SingerAnuradha Paudwal, Udit Narayan
DirectorGulshan Kumar
Music ComposerNikhil, Vinay
LyricistAttaullah Khan Esakhelvi
Star CastKrishan Kumar, Shilpa Shirodkar, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Kiran Kumar
LabelT-series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *