Bedard Zamaana Kya Jaane Lyrics  | Apna Desh | Umesh Sharma, Pushpa Sharma | Pushpa Hans | Purushottam

Bedard Zamaana Kya Jaane Lyrics | Apna Desh | Umesh Sharma, Pushpa Sharma | Pushpa Hans | Purushottam

Bedard zamaana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane
Hum kaise hai kis hal mein hai
Bedard zamaana kya jaane

Jis gul mein nahi khusbu ki mahak
Jis gul mein nahi khusbu ki mahak
Bulbul ka tarana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane

Jis dil mein nahi bijli ki tadap
Jis dil mein nahi bijli ki tadap
Naino ka
Naino ka nishana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane

Jis aankh ne shama dekhi na ho
Jis aankh ne shama dekhi na ho
Darde parwana kya jane
Darde parwana kya jane
Jise laila aur manzoo ka ilm nahi
Jise laila aur manzoo ka ilm nahi
Ulfat ka ulfat ka fasana kya jane
Bedard zamaana kya jaane
Hum kaise hai kis hal mein
Bedard zamaana kya jaane
Bedard zamaana kya jaane
Haye kya jaane.

MovieApna Desh
SingerPushpa Hans
DirectorRajaram Vankudre Shantaram
Music ComposerPurushottam
LyricistDeewan Sharar
Star CastUmesh Sharma, Pushpa Sharma, Sudha Apte
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *