Bedard zamana kya jane
Bedard zamana kya jane
Hum kaise hai kis hal me hai
Bedard zamana kya jane
Jis gul me nahi khushbu ki mahak
Jis gul me nahi khushbu ki mahak
Bulbul ka tarana kya jane
Bedard zamana kya jane
Jis dil me nahi bijli ki tadap
Jis dil me nahi bijli ki tadap
Naino ka naino ka nishana kya jane
Bedard zamana kya jane
Jis aankh ne shama dekhi na ho
Jis aankh ne shama dekhi na ho
Darde parwana kya jane
Darde parwana kya jane
Jise laila or majnu ka ilm nahi
Jise laila or majnu ka ilm nahi
Ulfat ka ulfat ka fasana kya jane
Bedard zamana kya jane
Hum kaise hai kis hal me
Bedard zamana kya jane
Bedard zamana kya jane
Haye kya jane
| Movie | Apna Desh |
| Singer | Pushpa Hans |
| Director | V Shantaram |
| Music Composer | Purushottam |
| Lyricist | Deewan Sharar |
| Star Cast | Umesh Sharma, Pushpa Sharma, Sudha Apte, Satish Vyas, Chandra Shekhar |

