Bas Tum Ho Lyrics  | Desi Kattey | Sunil Shetty, Jay Bhanushali | Akriti Kakkar, Sreekant Krishnamurthy | Kailash Kher

Bas Tum Ho Lyrics | Desi Kattey | Sunil Shetty, Jay Bhanushali | Akriti Kakkar, Sreekant Krishnamurthy | Kailash Kher

Jud rahe hain sire
Aasmaan aur zameen ke
Udh rahe rang bhi
Bawli si khushi ke
Mutthiyaan hain dhoop ki
Khwaishon ka aayina
Khud ba khud
Ho raha zindagi se saamna

Ishq ke maane badal ke
Aa gaye saaye mein dhal ke
Paras rahe hain falak sabhi ko
Mohobaatein ki nayi aadayein

Rabb rakhein milan ki parat
Sab khuda ki jo
Naimat tum hi ho na
Bas tum ho bas
Tum ho tum hi ho na
Bas tum ho bas
Tum ho tum hi ho na

Khusbuon ka ladkhadana
Khud nashe ka behak jaana
Tumhe jo pee loon
Toh sadiyaan jee loon
Jab lagi ishq ki lat
Allah ne bheja
Khat tum hi ho na
Bas tum ho bas tum
Ho tum hi ho na
Bas tum ho bas tum
Ho tum hi ho na.

MovieDesi Kattey
SingerAkriti Kakkar, Sreekant Krishnamurthy
DirectorAnand Kumar
Music ComposerKailash Kher
LyricistKailash Kher
Star CastSunil Shetty, Jay Bhanushali, Akhil Kapur, Sasha Agha, Tia Bajpai, Ashutosh Rana, Murli Sharma, Claudia Ciesla, Nishikant Dixit, Santosh Shukla
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *