Bas Gayi Dil Mein Mohabbat Lyrics | Intezar | Harendra Khurana | Harendra Khurana | Harendra Khurana

Bas gayi dil mein mohabbat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki
Bhaa gayi nazaron ko soorat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki

Chaadani hain raat bhi ghulzaar bhi
Chaadani hain raat bhi ghulzaar bhi
Chaadani hain raat bhi ghulzaar bhi
Phir bhi baaki hain zaroorat aapki
Phir bhi baaki hain zaroorat aapki
Bhaa gayi nazaron ko soorat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki

Maikashi waqt humne baarhaa
Maikashi waqt humne baarhaa
Maikashi waqt humne baarhaa
Jaam mein dekhi hain soorat aapki
Jaam mein dekhi hain soorat aapki
Bhaa gayi nazaron ko soorat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki

Aarzoo thi aapse mil kar kabhi
Aarzoo thi aapse mil kar kabhi
Aarzoo thi aapse mil kar kabhi
Aapse karte shikayat aapki
Aapse karte shikayat aapki
Bhaa gayi nazaron ko soorat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki

Darde dil dekar woh kehate hain zafar
Darde dil dekar woh kehate hain zafar
Darde dil dekar woh kehate hain zafar
Ab to achhi hain tabiyat aapki
Ab to achhi hain tabiyat aapki
Bhaa gayi nazaron ko soorat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki
Bhaa gayi nazaron ko soorat aapki
Bas gayi dil mein mohabbat aapki.

MovieIntezar
SingerHarendra Khurana
Music ComposerHarendra Khurana
LyricistZafar Gorakhpuri
Star CastHarendra Khurana
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *