Barsat Me Jab Aayega Sawan Kaa Mahina Lyrics | Maa (1992) | Poornima | Anu Malik

Barsat me jab aayega sawan kaa mahina – (2)
Barsat me ho o o o……..
Barsat me jab aayega (sawan kaa mahina -3)
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina – (2)
Barsat me jab aayega sawan kaa mahina
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina

Barish me bhee bhig use pyar karungi
Tirachhi adao se mai usape var karungi
Mai usake aage nakhare hajar karungi
Beshumar karungi, bar bar karungi
Pallu se bandh lungi kee woh jaye kahee naa
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina
Barsat me jab aayega (sawan kaa mahina -3)
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina
Barsat me jab aayega sawan kaa mahina
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina

Pagal banayungi use payal kee chhanak se
Divana karungi use chudi kee khanak se
Mai kabhee kabhee jhuth muth ruth jayungi
Phir dhire dhire dhire dhire maan jayungi
Choti se bandh lungi kee woh jaye kahee naa
Barsat me jab aayega (sawan kaa mahina -3)
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina
Barsat me jab aayega sawan kaa mahina
Sajan ko bana lungi anguthi kaa nagina

MovieMaa (1992)
SingerPoornima
Music ComposerAnu Malik
LyricistDev Kohli, Hasrat Jaipuri, Rani Malik

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *