Bandhan Lyrics | Vanvaas | Vishal Mishra, Palak Muchhal

Bandhan Lyrics | Vanvaas | Vishal Mishra, Palak Muchhal

Tumse Jeevan Baandh Liya Hai
Dhoop Aur Barsaaton Tak
Tumse Jeevan Baandh Liya Hai
Dhoop Aur Barsaaton Tak

Tum Hi Tum Ho Mere Din Mein
Tum Hi Tum Ho Raaton Tak

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann
O Piya O Piyaa

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann
O Piya Ho O O

Tere Khaatir Jeeti Hoon Main
Tere Khaatir Sajati Hoon
Tere Aankhein Keh Deti Hain
Tujhko Sundar Main Lagti Hoon
Tujhko Sundar Lagti Hoon

Yun Hi Baandh Kar Rakhna Mujhko
Apni Preet Ke Dhaagon Tak
Tum Hi Tum Ho Jab Main Jaagoon
Tum Hi Tum Ho Khwabon Tak

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann O Piya

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann
O Piya O Piyaaa

Laaga Mann Tumse O Piya
Ke Laaga Tumse Mann
Ye Laaga Tumse Mann
Ye Laaga Tumse Mann Ho Piyaa

MovieVanvaas
SingerVishal Mishra, Palak Muchhal, Mithoon
DirectorAnil Sharma
Music ComposerMithoon
LyricistSayeed Quadri, Mithoon
Star CastNana Patekar, Rajpal Naurang Yadav, Utkarsh Sharma
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *