Bande Mein Dum Hai Lyrics | Aaman Trikha, Dee MC

Bande Mein Dum Hai Lyrics | Aaman Trikha, Dee MC

Aeyy Dagar Dagar Nagar Nagar
Bajne Laga Apna Danka
Fan Har Jagah Hai Mere
London Ho Ya Sri Lanka

Dagar Dagar Nagar Nagar
Bajne Laga Apna Danka
Fan Har Jagah Hai Mere
London Ho Ya Sri Lanka

Chotey Tu Jaanta Sab Hai
Apna Style Alag Hai
Jao Toh Bheed Kam
Aao Toh Welcome Hai

Apne Samne Sab Paani Kam Hai
Duniya Bolti Bande Mein Dum Hai

Hey
Apne Samne Sab Paani Kam Hai
Duniya Bolti Bande Mein Dum Hai

Chotey Tu Jaanta Sab Hai
Apna Style Alag Hai
Jao Toh Bheed Kam
Aao Toh Welcome Hai

Apne Saamne
Apne Saamne
Apne Samne Sab Paani Kam Hai
Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey

Baja Baja
Baja Baja

Jhund Mein Chalne Ki Aadat Nahi Hai
Main Akela Hazaro Pe Bhari
Arey Jhund Mein Chalne Ki Aadat Nahi Hai
Main Akela Hazaro Pe Bhari

Dhoom Dhoom Dhadam
Dekho Baje Dhol Tasha
Entry Pe Apni
Sab Ne Seeti Maari

Yeh Kisika Toh Karam Hai
Apna Brand Garam Hai
Mast Mahol Hai
Aur Mastiyo Mein Hum Hai

Apne Saamne
Apne Saamne
Tere Saamne Sab Paani Kam Hai
Duniya Bolti Bande Mein Dum Hai

Apne Saamne Sab Paani Kam Hai
Duniya Bolti Bande Mein Dum Hai

SingerAaman Trikha, Dee MC
DirectorSneha Shetty Kohli
Music ComposerJaved-Mohsin
LyricistDanish Sabri, Dee MC
Star CastBhuvan Bam, Sanjeeda Shaikh, Kanwaljit Singh, Kabir Duhan Singh
LabelSony Music India

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *