Bana ke kyun bigaada re
Bana ke kyun bigaada re bigaada re nasiba
Upar vale
Upar vale
Bana ke kyun bigaada re bigaada re nasiba
Upar vale
Upar vale
Bana ke kyun bigaada re
Jo tujhko manzur nahi tha phul khile is pyaar ke
Phir kyo tune in aankho ko rang dikhaaye bahaar ke
Aas bandha ke pyaar jata ke bigaada re nasiba
Upar vale
Upar vale
Bana ke kyun bigaada re
Paap kare insaan agar to vo paapi kehlaata hai
Tune bhi ye paap kiya phir kaise kahu tu data hai
Raah dikha ke raah pe laa ke bigaada re nasiba
Upar vale
Upar vale
Bana ke kyun bigaada re bigaada re nasiba
Upar vale
Upar vale
Bana ke kyun bigaada re
| Movie | Zanjeer |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Praksha Mehra |
| Music Composer | Kalyanji Anandji |
| Lyricist | Gulshan Bawra |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Pran, Ajit, Bindu, Satyen Kappu, Iftekhar, Keshto Mukherjee, Goga Kapoor, Omprakash, Ram Mohan, Yunus Parvez, Poornima, Bhushan Tiwari, Nandita Thakur, Sapru, Dhanraj, Asha Lata, Mac Mohan, Ram Sethi, Sanjana, Tiwari, Indr |

