Bana Re Bambaiya Banaras Ka Bhaiya Lyrics | Banarasi Babu | Vinod Rathod | Anand Milind

Bana Re Bambaiya Banaras Ka Bhaiya Lyrics | Banarasi Babu | Vinod Rathod | Anand Milind

Bana re bambaiya banaras ka bhaiya bana re bambaiya
Bana re bambaiya banaras ka bhaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Bana re bambaiya banaras ka bhaiya
Bana re bambaiya banaras ka bhaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya

Maine piya hai ganga ka pani
Maine piya hai ganga ka pani
Sidha samajh na tu mujhko rani
Sidha samajh na tu mujhko rani
Tujhko banaunga khute ki gaiya
Tujhko banaunga khute ki gaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya

Look my darling ho darling haye darling
Look my darling tera banarasi ban gaya english man
Look my darling tera banarasi ban gaya english man
Meri lugai dont be shy meri lugai dont be shy
Milale mujhse nain ha milale mujhse nain
Mujhko pakadne de gori kalaiya
Mujhko pakadne de gori kalaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya

Le jaunga tujhko gao apne are le jaunga tujhko ganw apne
Pure karunga main sare sapne
Pure karunga main sare sapne
Tujhko ghumaunga jhumri talaiya
Tujhko ghumaunga jhumri talaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Bana re bambaiya banaras ka bhaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya
Badal gaya kaisa mila jab rupaiya

MovieBanarasi Babu
SingerVinod Rathod
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastGovinda, Ramya, Kader Khan, Shakti Kapoor, Bindu, Aasif Sheikh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *