Ram kahan
Ram kahan
Van ki lataon mujhe batao
Mere prabhu shri ram kahan
Ram kahan
Ram kahan
Kab tak darsh ko tarsengi ye
Vikal humari do ankhiya
Hum to aise peer ban gaye
Tut gayi jinki pakhiya
Van ki hawao tum hi batao
Mere prabhu shri ram kahan
Ram kahan
Ram kahan
Tumre darsh bina ye naina
Prabhu kahan tak tarsenge
Baadal sawan me barse ye
Baroh maas hi barsenge
Daso dishao tum hi batao
Mere prabhu shri ram kahan
Ram kahan
Ram kahan
Prashn bhi mera ram kahan
Utar bhi to milta ram kahan
Kyu hansi udati prati dhwni
Kyu hansi udati prati dhwni
Koi to bataye ram kahan
Ram kahan
Ram kahan
Ram kahan
| Movie | Bharat Milap |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Babubhai Mistri |
| Music Composer | Vasant Desai |
| Lyricist | Bharat Vyas |
| Star Cast | Sohrab Modi, Sulochana, Ashish Kumar, Indrani Mukherjee, Leela Mishra, Anand Kumar |

