Ban Gaye Ban Gaye Lyrics  | God And Gun | Raaj Kumar, Raj Babbar | Sushma Shrestha (Poornima) | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Ban Gaye Ban Gaye Lyrics | God And Gun | Raaj Kumar, Raj Babbar | Sushma Shrestha (Poornima) | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Paancho ungali ghee mein
Jhamke chalega kaarobaar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar

Rukh badla aur rangat badli
Ho gaye baare nyaare
Hey rukh badla aur rangat badli
Ho gaye baare nyaare
Raat ko suraj nikalega aur
Din ko dikhenge taare
Daulat ke mehalo mein lagega
Daulat ke mehalo mein lagega
Husn ka ye darbaar hoy
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar

Kaal kothari jehal khaan
Kyaa chauki kyaa thana
Haa kaal kothari jehal khaan
Kyaa chauki kyaa thana
Kisi ke bas mein nahi hain
Abto kaid mujhe karpana
Dhamkayega hey hey
Are dhamkayega to
Andar jaayega thanedar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Ho ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar

Naachungi mein aaj pehenke
Paayal jhoomar jhumka
Aehe naachungi mein aaj pehenke
Paayal jhoomar jhumka
Hil jaayegi saari hi duniya
Maahrungi woh thumaka
Bijali banke dilo pe main
Haay bijali banke dilo pe main
Gir jaaungi dil daar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar

Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Paancho ungali ghee mein
Jhamke chalega kaarobaar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar
Ban gayee ban gayee ban gayee
Yaar mere saiyyan ki sarkaar.

MovieGod And Gun
SingerSushma Shrestha (Poornima)
DirectorEsmayeel Shroff
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistPagal Adilabadi, Sameer
Star CastRaaj Kumar, Raj Babbar, Jackie Shroff, Gouthami, Prem Chopra, Sadashiv Amrapurkar, Rakesh Bedi, Avtar Gill, Harish Patel, Arun Bakshi
LabelBMB Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *