Bolo shri raam chandra ki
Jay
Bolo sab santan ki
Jay
Bahut dinan ki baat suno ji raama
Bahut dinan ki baat
Ho bahut dinan ki baat
Aji maat pita ka bhakt bada ek
Ho gaya shrawan kumaar
(ho more raama
Ho gaya shrawan kumaar) – 2
| Movie | Bahut Din Hue |
| Director | S S Vasan |
| Music Composer | B. S. Kalla |
| Lyricist | Pt. Indra Chandra |
| Star Cast | Ratan Kumar, Madhubala, Agha, Kanhaiya Lal, M K Radha, Lalita Pawar, P Kailash, Gulab, Pushpavali, Savitri, Swaraj |

