Bahon Mein Lyrics  | Keh Do Na Tum Ek Baar: Just Say It Once | Hiroo | Hiroo | Arbind (Arbind – Lyton), Lyton (Arbind – Lyton)

Bahon Mein Lyrics | Keh Do Na Tum Ek Baar: Just Say It Once | Hiroo | Hiroo | Arbind (Arbind – Lyton), Lyton (Arbind – Lyton)

Bahon mein hai tu dil ki
Phir bhi nahi sukoon hai
Bahon mein hai tu dil ki
Phir bhi nahi sukoon hai
Haasil karun main tujhko
Haasil karun main tujhko
Aisa mujhe junoon hai
Bahon mein hai tu dil ki
Phir bhi nahi sukoon hai
Bahon mein hai tu dil ki
Phir bhi nahi sukoon hai

Holu fanna main tujh mein
Saanso ka hai yeh armaan
Holu fanna main tujh mein
Saanso ka hai yeh armaan
Chahun tujhe main aise
Chahun tujhe main aise
Hotho ka jaise kalmaa
Sajde mein sar hai mera
Aur jaana dil wahin hai
Sajde mein sar hai mera
Aur jaana dil wahin hai

Daaman tera na chhodu
Zulfon tale so jaaun
Daaman tera na chhodu
Zulfon tale so jaaun
Mehke tere hi khushboo
Mehke tere hi khushboo
Main jo kahin bhi jaaun
Palko ki shaakh par bhi
Phoolo ki silvate hai
Palko ki shaakh par bhi
Phoolo ki silvate hai
Haasil karun main tujhko
Haasil karun main tujhko
Aisa mujhe junoon hai
Bahon mein hai tu dil ki
Phir bhi nahi sukoon hai
Bahon mein hai tu dil ki
Phir bhi nahi sukoon hai.

MovieKeh Do Na Tum Ek Baar: Just Say It Once
SingerHiroo
DirectorHiroo
Music ComposerArbind (Arbind - Lyton), Lyton (Arbind - Lyton)
LyricistFaraaz Ahmad
Star CastHiroo
LabelEros Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *