Badnaam Ho Raha Hai, Ab Ishq Ka Fasana, Rasme Vafa Na Jane Lyrics | Ghungroo | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Badnaam Ho Raha Hai, Ab Ishq Ka Fasana, Rasme Vafa Na Jane Lyrics | Ghungroo | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Badnam ho raha hai ab ishk ka fasana
Badnam ho raha hai ab ishk ka fasana
Rashme wafa na jane
Rashme wafa na jane ye bewafa jamana
Badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

Kahte hai ishk jisko hai jindagi ki bazi
Kahte hai ishk jisko hai jindagi ki bazi
Koi khel to nahi hai dunia me dil lagana
Koi khel to nahi hai dunia me dil lagana
Rashme wafa na jane
Rashme wafa na jane ye bewafa jamana
Badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

Muskil nahi hai koi wada wafa ka karna
Muskil bahut hai lekin karke use nibhana
Muskil bahut hai lekin karke use nibhana
Rashme wafa na jane
Rashme wafa na jane ye bewafa jamana
Badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

MovieGhungroo
SingerLata Mangeshkar
DirectorHiren Bose
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistRajinder Krishan
Star CastOm Parkesh, Sumitra Devi, Badri Prasad, Kuldip Kaur, Murad, K N Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *