Badla Dilwaayega Yaa Rab Lyrics  | Alam Ara | Master Vithal, Vithal Zubeida | Zubaida Khanum

Badla Dilwaayega Yaa Rab Lyrics | Alam Ara | Master Vithal, Vithal Zubeida | Zubaida Khanum

Badla dilwaayega yaa rab
Tu sitamgaaro se
Tu madad par hai to
Kya khauf jafakaaro se
Badla dilwaayega yaa rab
Tu sitamgaaro se
Tu madad par hai to
Kya khauf jafakaaro se

Kaath ki teg jo tu chaahe
To wo kaam karey
Kaath ki teg jo tu chaahe
To wo kaam karey
Jo ke mumkin hi nahin
Lohey ki talwaaron se
Jo ke mumkin hi nahin
Lohey ki talwaaron se
Badla dilwaayega yaa rab
Tu sitamgaaro se
Tu madad par hai to
Kya khauf jafakaaro se.

MovieAlam Ara
SingerZubaida Khanum
DirectorArdeshir Irani
Star CastMaster Vithal, Vithal Zubeida, Susheela, Jillo, Prithviraj Kapoor, V M Khan, Elizer, Jagdish Sethi, T L V Prasad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *