Badi Door Se Aayi Hoon Tera Dil Behlaane Lyrics | Chhoti Bahen | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Badi dur se aayi hu main tera dil behlaane
Main to teri ho chuki koi maane naa maane

Badi dur se aayi hu

Dildaar ho gaya tu jab thak ke so gaya tu

Behosh mere sapno me kho gaya tu
Main chori se aakar baithi tere sihrane
Main to teri ho chuki koi maane naa maane
Badi dur se aayi hu

Har raat chaandni hai ab har ghadi khushi hai

Hum tum mile hai jabse duniya nayi basi hai
Shabnam phulo se kahti hai mere tere afsaane
Main to teri ho chuki koi maane naa maane
Badi dur se aayi hu main tera dil behlaane
Main to teri ho chuki koi maane naa maane
Badi dur se aayi hu

MovieChhoti Bahen
SingerLata Mangeshkar
DirectorT L V Prasad
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastBalraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama, Veena, Mehmood, Badri Prasad, Dhumal, Radha Kishan, Shobha Khote, Sudesh Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *