Badi Barabaadiyaan Le Kar Meri Duniyaan Mein Pyaar Aaya Lyrics | Dhun | Lata Mangeshkar

Badi barabaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya
Hansi ek baar aayi hai, to rona laakh baar aaya
Badi barabaadiyaan le kar

Bhara ashkon se vo daaman jise phuulon se bhar_na tha
Mujhe is bevafa duniyaan pe rona baar baar aaya
Badi barabaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya
Badi barabaadiyaan le kar

Vafa tadapi kushi royi lute aramaan hansi duniyaan
Jo aansu aankh mein aaya, vo ho kar beqaraar aaya
Badi barabaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya
Hansi ek baar aayi hai, to rona laakh baar aaya
Badi barabaadiyaan le kar

MovieDhun
SingerLata Mangeshkar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *