Bade Se Shehar Me (Remix) Lyrics | 13B | Shane Hyrapiet, Karthik | Shankar Ehsaan Loy

Bade Se Shehar Me (Remix) Lyrics | 13B | Shane Hyrapiet, Karthik | Shankar Ehsaan Loy

Aankhon se bachaakar
Lo rakho chhupaakar
Pyaar ko kabhi kisi ki najar na lage
Chaand ko churaakar
Maathe pe sajaakar
Haule chalana raat ko khabar na lage
Sitaare dhund laaye hai
Andheron pe sajaaye hai
Jaise diwaali ki ho raat jindagi
(bade se shehar mein chhote chhote ghar mein
Itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan
Pyaar muskuraahat sapano ki aahat
Jo bhi maanga mil gaya) – (2)

Aajkal ik nanhe mehmaan se baatein karu khwaabon mein
Dono kahaaniya banaate
Jhuti sachchi hai bataate
Maine kal usase kahaan yaar abb aa bhi jaao ghar kabhi
Bheegane se tum na darna
Khushiyon ki hai barsaatein
Sitaare dhund laaye hai
Andheron pe sajaaye hai
Jaise diwaali ki ho raat jindagi
Na na na naare na na na na na naare
Jo bhi maanga mil gaya
Bade se shehar mein chhote chhote ghar mein
Itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan
Pyaar muskuraahat sapano ki aahat
Jo bhi maanga mil gaya
Aankhon se bachaakar
Lo rakho chhupaakar
Pyaar ko kabhi kisi ki najar na lage
Chaand ko churaakar
Maathe pe sajaakar
Haule chalana raat ko khabar na lage
Sitaare dhund laaye hai
Andheron pe sajaaye hai
Jaise diwaali ki ho raat jindagi
(bade se shehar mein chhote chhote ghar mein
Itani yeh khushiya bolo rakh de kahaan
Pyaar muskuraahat sapano ki aahat
Jo bhi maanga mil gaya) – (2)

Movie13B
SingerShane Hyrapiet, Karthik
DirectorVikram K. Kumar
Music ComposerShankar Ehsaan Loy
LyricistNeelesh Misra
Star CastR Madhavan, Neetu Chandra, Sachin Khedekar, Murli Sharma, Poonam Dhillon, Deepak Dobriyal, Dhritiman Chatterjee, Sanjaih Bokaria, Suhasini Mulay, Amar Upadhyay, Anuuj Saxena, Vinay Jain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *