Badali Se Nikala Hai Chaand Lyrics | Sanjog (1961) | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

(Badali se nikala hai chaand
Pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja) – (2)
Badali se nikala hai chaand

(Puchhe pata tera thandi hawaaye
Chup mujhe dekhake chup ho jaaye) – (2)
Laaye toh kaise tujhe dhund ke laaye, dhund ke laaye
Badali se nikala hai chaand
Pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja
Badali se nikala hai chaand

(Aake gujar gayi kitani bahaarein
Aur baras gayi kitani fuhaare) – (2)
Aaja tujhe hum kab se pukaare, kab se pukaare
(Badali se nikala hai chaand
Pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja) – (2)
Badali se nikala hai chaand

MovieSanjog (1961)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerMadan Mohan
LyricistRajendra Krishan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *