Bada Ajib Mohabbat Kaa Yeh Fasana Hai Lyrics | Film Hits – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Bada Ajib Mohabbat Kaa Yeh Fasana Hai Lyrics | Film Hits – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Bada ajib mohabbat ka ye fasana hai
Bada ajib mohabbat ka ye fasana hai
Dil hai tera tu kisi aur ka divana hai
Bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

Jo jisko chahta hai wo use nahi milta
Jo jisko chahta hai wo use nahi milta
Jo jisko chahta hai wo use nahi milta
Kaisa dastur hai duniya ka kya jamana hai
Kaisa dastur hai duniya ka kya jamana hai
Dil hai tera tu kisi aur ka divana hai
Bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

Tu kis tarah se bachega najar ke tiro se
Tu kis tarah se bachega najar ke tiro se
Har ek simt se tera hi dil nishana hai
Har ek simt se tera hi dil nishana hai
Dil hai tera tu kisi aur ka diwana hai
Bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

Panah lega is chamn me kis shajar par tu
Panah lega is chamn me kis shajar par tu
Panah lega is chamn me kis shajar par tu
Har ek shakh pe mera hi ashiyana hai
Har ek shakh pe mera hi ashiyana hai
Dil hai tera tu kisi aur ka diwana hai
Bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

MovieFilm Hits - Pankaj Udhas
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *