Kabhi kisi ke rahte nahi hai
Sab din ek saman
Baba samay bada balwan
Kabhi kisi ke rahte nahi hai
Sab din ek saman
Baba samay bada balwan
Yahi baat kahti ramayan
Kahte ved puran
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan re
Samay bada balwan
Samay hi is duniya me baante
Kisi ko phul kisi ko kaante
Samay hi is duniya me baante
Kisi ko phul kisi ko kaante
Hey maati ke putle manav
Baat ko tu pahchan
Baba samay bada balwan
Samay bada balwan re
Samay bada balwan
Samay ki dekhi nila nyari
Wo raja ko kare bhikhari
Samay ki dekhi nila nyari
Wo raja ko kare bhikhari
Waqt ke aage sab jhukte hai
Chhote ho ya mahan
Baba samay bada balwan
Kabhi kisi ke rahte nahi hai
Sab din ek saman
Baba samay bada balwan
| Movie | Veer Bhimsen |
| Singer | Anand Kumar C |
| Director | Syshi Vyas |
| Music Composer | Gaurang Vyas |
| Lyricist | Kavi Pradeep |
| Star Cast | Dara Singh Randhawa, Anjana, Rajendra Nath, Arvind Kumar, Gauri Verma, Jayashree Gadkar |

