Baba chocolate laaye
Akeli kaun khaaye balam nahi
Ha ha balam nahi
Ha ha balam nahi
Baba chocolate laaye
Akeli kaun khaaye balam nahi
Ha ha balam nahi
Ha ha balam nahi
Main jhuli thi sawan hindole
Main jhuli thi sawan hindole
Gaune ko piya more aaye
Gaune ko piya more aaye
Akeli kaun khaaye balam nahi
Ha ha balam nahi
Ha ha balam nahi
Haath paanv me mehandi rachai
Haath paanv me mehandi rachai
Ninan me rasiya rachaye
Ninan me rasiya rachaye
Akeli kaun khaaye balam nahi
Ha ha balam nahi
Ha ha balam nahi
Baba chocolate laaye
Akeli kaun khaaye balam nahi
Ha ha balam nahi
Ha ha balam nahi
Ghor dupehri me kaanch ke bartan me
Ghor dupehri me kaanch ke bartan me
Jaaye karun chulha chauki
Jaaye karun chulha chauki
Saanjh gayi mori dev karam me
Saanjh gayi mori dev karam me
Raat hai more piya ki
Piya ki
Raat hai more piya ki
Piya ki
Piya odhaniya odhaye
Piya odhaniya odhaye
Akeli kaun khaaye balam nahi
Ha ha balam nahi
Ha ha balam nahi
| Movie | Station Master |
| Singer | Kaushalya |
| Director | C M Luhar |
| Music Composer | Naushad |
| Lyricist | Pandit Indra |
| Star Cast | Jagdish Sethi, Prem Adib, Ratna Mala, Kaushalya, Amirbai Karnataki, Gulab, Shakir, Pratima Devi, Jeevan, Suraiya |

