Ji karta hai udd jaau
Main pankh laga ke aasmaan mein
Ji karta hai udd jaau
Main pankh laga ke aasmaan mein
Duniya ko na aau najar
Baawari hoon main apni dhun mein
Sudh budh saari bhuli main
Paagal hoon main bin saawan ke
Ab to jhula jhuli main
Ji karta hai udd jaau
Main pankh laga ke aasmaan mein
Duniya ko na aau najar
Baawari hoon main apni dhun mein
Sudh budh saari bhuli main
Paagal hoon main bin saawan ke
Ab to jhula jhuli main
Dekho ye raahein kahaan le jaaye ho
Dekho ye raahein kahaan le jaaye
Hum toh chal diye ho raama
Hum toh chal diye
Sada jhilmilaaye ab aashaayein
Khushiyon ke gul khile ho raama
Khushiyon ke gul khile
Baawari hoon main apni dhun mein
Sudh budh saari bhuli main
Paagal hoon main bin saawan ke
Ab to jhula jhuli main
Aaye jo hawaayein sandesha laaye
Aaye jo hawaayein sandesha laaye
Chupke se kuchh keh jaaye ho raama
Chupke se kuchh keh jaaye
Palke jhukaaye hum sharmaaye
Man hi man muskaaye ho raama
Man hi man muskaaye
Baawari hoon main apni dhun mein
Sudh budh saari bhuli main
Paagal hoon main bin saawan ke
Ab to jhula jhuli main
Ji karta hai udd jaau
Main pankh laga ke aasmaan mein
Duniya ko na aau najar
Baawari hoon main apni dhun mein
Sudh budh saari bhuli main
Paagal hoon main bin saawan ke
Ab to jhula jhuli main
| Movie | Dekh Bhai Dekh |
| Singer | Raja Hasan |
| Director | Rahat Kazmi |
| Music Composer | Shahbaad Bhartiya, Nayab Raja, Abuzar and Premanand |
| Lyricist | Rashid Firozabadi, Dr. Moauzzam Azam, Sanjay Mishra |
| Star Cast | Gracy Singh, Siddharth Koirala, Raghuveer Yadav, Vijay Raaz, Asrani, Virendra Saxena, Aroon Bakshi, Javed Rizvi, Monica Castelino |

